Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai haa hahaa haha hahaa aaaaaa nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi chand ke rath par baith ke jhilmil chand ke rath par baith ke jhilmil raat ki raani aayi shaam suhaani aayi haa hahaa haha hahaa aaaaaa naye zamane naye taraane le ke jawaani aaayi sun sun jisko naach uthe dil sun sun jisko naach uthe dil aisi kahaani laayi shaam suhaani aayi nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai hooo ooo ooo dharti par aakash hai jab tak hooo ooo ooo ooo dil ka nagar aabaad rahega dhalta suraj dhoop sunehari aaj ka mausam yaad rahegaa aaj ka mausam yaad rahegaa rut ye rangeeli pyaar ki saajan rut ye rangeeli pyaar ki saajan ban ke nisaani aayi shaam suhaani aayi nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi aa aaa aaaa aaaa aaaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aaa nadi naare haaye nadi naare na jaao shyam paiyan parun nadi naare na jaao shyam paiyan parun paiyan parun shyam paiyan parun paiyan parun shyam paiyan parun nadi naare na jaao shyam paiyan parun nadi naare jo jaao to jayabe karo nadi naare jo jaao to nadi naare haaye nadi naare shyam nadi naare jo jaao to jayabe karo jayabe karo jayabe karo bich dhaare na na na bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun tore paiyaan parun bich dhaare na jaao shyam paiyaan parun bich dhaare jo jaao bich dhaare jo jaao to jaybe karoo jaybe karoo shyam jaybe karoo bich dhaare jo jaao to jaybe karoo us paare ho ho ho us paare na jaao shyam paiyaan parun us paare na jaao shyam paiyaan parun us paare na jaao shyam paiyaan parun tore paiyaan parun us paare na jaao shyam paiyaan parun us paare jo jaaooo to jaibe karo us paare jo jaao to us paare haaye us paare ho oo us
nadiya ke paani o re nadiya ke paani chup chup jaiyo sajna se kahiyo bairi bin tere kaise beetegi jawani nadiya ke paani o re nadiya ke paani chup chup jaiyo sajna se kahiyo bairi bin tere kaise beetegi jawani mausam aaye mausam jaaye sajan tum naa aaye hooo oooo oooo ooo oooo mausam aaye mausam jaaye sajan tum naa aaye o bachpan ke meeeeeet o bachpan ke meet tumhare bin ab raha na jaaye nadiya ke paani o re nadiya ke paani chup chup jaiyo sajna se kahiyo bairi bin tere kaise beetegi jawani dil tumko pehchane lekin ye ankhiyaan bharmaye hooo oooo oooo ooo oooo dil tumko pehchane lekin ye ankhiyaan bharmaye inn donon ke beeeeech inn donon ke beech akele hum tadpen reh jaayen nadiya ke paani o re nadiya ke paani chup chup jaiyo sajna se kahiyo bairi bin tere kaise beetegi jawani hooo oooo oooo ooo oooo oooo
aa aa aa hey nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana aise ulajh gaye anari sajanaa aise ulajh gaye anari sajanaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana kaahe panghat oopar gayi thi chalke akeli maare hans hans taana saari sakhiyaan saheli gori aur jaao na maano kehnaa gori aur jaao na maano kehnaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana ab khadi khadi sochoon khadi khadi sochoon dekhi hain saasu nanadiya sab ka kari ho bahaana ab to sooni kalaai lai ke chori chori jaana bhaari pada re piya se milnaa bhaari pada re piya se milnaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana aise ulajh gaye anari sajnaa aise ulajh gaye anari sajnaa nadiya kinaare hey raai aayee kangana nadiya kinaare hey raai aayee kangana
nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan darpan sa chamke re tista ka paani mukh dekhe paani mein bhor suhani darpan sa chamke re tista ka paani mukh dekhe paani mein bhor suhani shiv ji ke mandir mein jage bhagwaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan panchhi ho koi to pinjra banaun bandi ho koi to main phara bithaun panchhi ho koi to pinjra banaun bandi ho koi to main phara bithaun bas mein na aaye re mann beimaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan kisi jadugar ne chanda suraj banaye ek nikale bahar ek chhupaye kisi jadugar ne chanda suraj banaye ek nikale bahar ek chhupaye khel hai jaadu ka saara jahaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan
nadiya naa piye kabhi apna jal viraksh naa khaaye kabhi apne phal nadiya naa piye kabhi apna jal viraksh naa khaaye kabhi apne phal apne tann ka mann ka dhan kaa dujjon ko de jo daan hai wo sachchaa insaan are iss dharti ka bhagwaan hai nadiya naa piye kabhi apna jal viraksh naa khaaye kabhi apne phal agar sa jiska ang jale aur duniyaa ko meethi suwaans de agar sa jiska ang jale aur duniyaa ko meethi suwaans de deepak sa uska jeevan hai jo dujjon ko apna prakash de dujjon ko apna prakash de dharam hai jiska bhagwat geeta aaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa dharam hai jiska bhagwat geeta seva hi ved puraan hai wo sachchaa insaan are iss dharti ka bhagwaan hai nadiya naa piye kabhi apna jal viraksh naa khaaye kabhi apne phal chaahe koi gungaan kare chaahe kare ninda koi chaahe koi gungaan kare chaahe kare ninda koi phoolon se koi satkaar kare yaa kaanten chubho jaaye koi kaanten chubho jaaye koi maan aur apmaan hi donon aaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa maan aur apmaan hi donon
nadiya se dariya dariya se saagar saagar se gehra jaam saagar se gehra jaam ho ho ho jaam mein doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam nadiya se dariya dariya se saagar saagar se gehra jaam saagar se gehra jaam ho ho ho jaam mein doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam jo na piye wo kya jaane pite hai kyun hum deewane yaar aahaa jabse humne peena seekha jeena seekha marna seekha yaar aahaa jo na piye wo kya jaane pite hai kyun hum deewane yaar aahaa jabse humne peena seekha jeena seekha marna seekha yaar aahaa ho hum jab yun nashe mein dagmagane lag gaye ho ho ho dil ki bechaini ko aaya thoda sa aaraam nadiya se dariya dariya se saagar saagar se gehra jaam saagar se gehra jaam mera kya main ghum ka maara nashe mein aalam hai saara yaar aahaa kisi ko daulat ka nasha kahin mohabbat ka nasha yaar aahaa ho keh kar aye sharaabi sab pukaare ab mujhe ho ho ho aur koi tha ye to nahin tha pehle mera naam nadiya se dariya dariya se saagar saagar se gehra jaam saagar se
o nadiyaa chale chale re dhaara o nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga jeevan kahin bhi thahrtaa nahin hai jeevan kahin bhi thahrtaa nahin hai aandhi se toofaan se darta nahin hai tu na chalega to chal dengi raahein hooooo tu na chalega to chal dengi raahein manzil ko tarsengi teri nigahein tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga o nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga ho paar hua woh raha jo safar mein paar hua woh raha jo safar mein jo bhi ruka ghir gaya woh bhanwar mein naav to kya beh jaaye kinaaraa hoooo naav to kya beh jaaye kinaaraa badi hi tej samay ki hai dhara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga hooo nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga
ho nadiyon paar sajan da thana kite kaul zaruri jaana nadiyon paar sajan da thana nadiyon paar sajan da thana kite kaul zaruri jaana kite kaul zaruri jaana dil la leya beparwah de naal dil la leya beparwah de naal dil la leya beparwah de naal dil la leya beparwah de naal oh na kar maan rupaiye wala ban ban behnda agge bai na kar maan rupaiye wala ban ban behnda agge oh na kar maan rupaiye wala ban ban behnda agge bai na kar maan rupaiye wala ban ban behnda agge ooo aaah let the music play ooo aaah dance will still be right tera piche tutteya dil mera dil mainu hosh na hunn haasil bismil tera banke main phirda haan sohneya hai dungi ae mushqil mushqil mainu kalle aake mil zara mil kar kill mera hanera sohneya tu kol aaja mere oh bewafa saiyaan ya milne vaaste tu mujhko bhej de naiyaa tu kol aaja mere oh bewafa saiyaan ya milne vaaste tu mujhko bhej de naiyaa bhej de naiyaa nadiyon paar sajan da thana nadiyon paar sajan da thana kite kaul zaruri jaana kite kaul
nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon arrey main wo parwana hoon pathar ko mom kar doon nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon phir aap kya hain aakhir to aap phool hain faulad nahin hai aji bulbul hain kissi baag ke saiyad nahin hai bulbul ke tadapne se saiyad pighalta hai bulbul ke tadapne se saiyad pighalta hai aahon mein aasar ho to faulad pighalta hai faulad ke bhi dil mein ulfat ki aag bhar doon arrey main wo parwana hoon pathar ko mom kar doon nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon sharm o haya ka parda dushwaar nahin hai aji halka sa ik parda hai dewaar nahin hai aanchal ki ye dewaar to dewaar nahin hai aanchal ki ye dewaar to dewaar nahin hai phir aap ke bhi dil mein inkaar nahin hai inkaar jin laabon mein ikraar un mein bhar doon arrey main wo parwana hoon pathar ko mom kar doon nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon hum wo hain zindagi mein kabhi saath naa
nafrat ki duniyaa ko chhod ke khush rehna mere yaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar is jhoot ki nagari se tod ke nata ja pyaare amar rahe tera pyaar khush rehna mere yaar jab jaanwar koi insaan ko maare jab jaanwar koi insaan ko maare kehte hain duniyaa mein vehshi use saare ik jaanwar ki jaan aaj insaanon ne li hai chup kyun hai sansaar khush rehna mere yaar bas aakhiri sun le ye mel hai apna bas aakhiri sun le ye mel hai apna bas khatm aye saathi ye khel hai apna ab yaad mein teri beet jaayenge ro ro ke jeevan ke din chaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar
hey dhin tadaak dhin tadaak aaja udd ke saraat pairon se bedi zara khol nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhayein dham dham dhayein nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhayein dhayein dham dhayein hey dhin tadaak dhin tadaak aaja udd ke saraat pairon se bedi zara khol nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhayein dham dham dhayein nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhayein dhayein dham dhayein re khat khat haan khat khat baaje dastak woh na ab tak aaya re tab se haan kab se haan dekhe raahein ki ab tu khol baahein aaja umad ghumad ghumein re machle re mora mann gunje re baalam ke bol nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhaayein dham dham dhayein nagade sang dhol baaje dhol baaje dhaayein dhaayein dhayein dham dhayein hey dhin tadaak dhin tadaak aaja udd ke saraat pairon se bedi zara khol nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhayein dham dham dhayein nagade sang dhol baaje dhol baaje dhayein dhayein dhayein dham dhayein o pal pal
hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon ye chhalakte huye jazbaat kise pesh karoon naghma o sher ki shaukh aankhon ke ujaalon ko lutaaun kis par shaukh aankhon ke ujaalon ko lutaaun kis par mast zulfon ki siyaah raat kise pesh karoon naghma o sher ki garm saanson mein chhupe raaz bataaun kis ko garm saanson mein chhupe raaz bataaun kis ko narm honthon mein dabi baat kise pesh karoon naghma o sher ki koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon naghma o sher ki
hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm aa haa haa haa haaa nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya kaise kahun main haal e dil tumne to sar jhuka liya kaise kahun kehna ye tha aaj hum phool koi na chun sake kehna ye tha aaj hum phool koi na chun sake ghum hain tumhaare pyaar mein hosh kise jo sun sake haye sitam ke gaal pe zulfon ko phir gira liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya naghma e dil mera to dil khil gaya dekhi jahaan jhalak teri mera to dil khil gaya dekhi jahaan jhalak teri meri nigaah jab uthi neechi hui palak teri palken nahin jhukin meri inmein tumhen chupaa liya kaise kahun main haal e dil tumne to sar jhuka liya kaise kahun mera jigar mera dil haan meri jaan tumhin to ho mera jigar mera dil haan meri jaan tumhin to ho chhota sa ek pyaar ka mera jahaan tumhin to ho humne tumhen to aapne apna humein bana liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya kaise kahun main haal e
nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa tarana nagma hamaara gayega ye zamaana tum se mere shah e jahan mera ghum bhi rangeen ghazal tum se bhi ye mamtaaz e man mere aansu tajmahal hoo kitna haseen dil nasheen hai hamaara fasana nagma hamaara gayega ye zamaana deewanon ke seene mein dil dil mein jab tak baaki hai pyaar do dil milte honge jahan hum tum aayenge baar baar oo mehka hua hamse hai pyaar ka har zamana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa taraana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana
nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa piya piya ratt ke main to ho gayi re baanwariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa bedardi baalam ne mohe phoonka ghum ki aag mein phoonka ghum ki aag mein birhaa ki chingaari bhar di dukhiyaa ke suhaag mein dukhiyaa ke suhaag mein pal pal manwaa roye chhalke nainon ki gagariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa aayi thi ankhiyon mein le kar sapne kya kya pyaar ke sapne kya kya pyaar ke jaati hoon do aansun le kar aashaayen sab haar ke aashaayen sab haar ke duniyaa ke mele mein loot gayi jeevan ki gathariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa darshan ke do bhookhe naina jeevan bhar naa soyenge jeevan bhar naa soyenge bichhade saajan tumhre kaaran raaton ko hum royenge raaton ko hum royenge ab naa jaane raama kaise beetegi umariyaa nagri nagri dwaare dwaare dhoondhun re saanwariyaa piya piya ratt ke main to ho gayi
nahin chaahiye rang mahal na dhan daulat ki shaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan ki ghar ghar mein khushiyaali ho sada sukh ki hariyaali ho nahin chaahiye rang mahal na dhan daulat ki shaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan tune hum ko janam diya hai tu hi paalan haar teri daya se phule phale hum sab ka ghar sansaar tune humko janam diya hai tu hi paalan haar teri daya se phule phale hum sabka ghar sansaar nahin chaahiye heere moti nahin chaahiye heere moti na ratnon ki khaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan sukh ke badle dukh dene ki agar bhawna teri dukh ko sehne ki shakti de yahi prarthna meri sukh ke badle dukh dene ki agar bhawna teri dukh ko sehne ki shakti de yahi prarthna meri kisi ke aage haath na failaayen apni mehnat ka sukh paayen itna de vardaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan ki ghar ghar mein khushiyaali ho sada sukh ki hariyaali ho nahin chaahiye rang mahal na dhan daulat ki shaan hum to
nahin kahi thi baat jo toone kabhi nahin suni thi baat jo maine kabhi baaton hi baaton mein tere honton par woh aa gayi dil dhadka gayi nahin kahi thi baat jo toone kabhi nahin suni thi baat jo maine kabhi baaton hi baaton mein tere honton par woh aa gayi dil dhadka gayi hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm main to samajhti thi ke tujhe parwaah nahin main to samajhti thi ke tujhe parwaah nahin main chaahti hoon tujhko tujhe meri chaah nahin sapnon ke raahon mein tu mere humraah nahin tere bhi dil mein thi meri ulfat chhupi tere bhi dil mein thi meri ulfat chhupi baaton hi baaton mein tere honton par woh aa gayi main to itra gayi jab se meri duniya mein tu pyaar laayi hai jab se meri duniya mein tu pyaar laayi hai sach keh raha hoon tu hi iss dil pe chhaayi hai yeh baat lekin maine khud se bhi chhupaayi hai dil hi dil mein jo tamanna thi meri dil hi dil mein jo tamanna thi meri baaton hi baaton mein mere honton par woh aa gayi faasle mita
nahin kiya toh karke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh nahin kiya toh karke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh husn ke bikhre phoolon se dil ki jholi bhar ke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh nahin kiya toh karke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh oooo ooo ooo oooo kaun tujhe kya kehta hai kyun uska ghum sehta hai are kutte bhaunkte rehte hain kutte bhaunkte rehte hain kaafila chalta rehta hai bhayi kaafila chalta rehta hai kabhi apne mann ki kar ke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh nahin kiya toh karke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh oooo ooo ooo oooo reetein rasmein tod bhi de dil ko akela chhod bhi de are duniya dil ki dushman hai duniya dil ki dushman hai duniya ka munh mod bhi de tu duniya ka munh mod bhi de are kuchh toh anokha kar ke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh nahin kiya toh karke dekh tu bhi kisi pe mar ke dekh oooo ooo ooo oooo ek rasta hai daulat ka doosra aish o ishrat ka are teesra jhuthi izzat ka teesra jhuthi izzat ka chautha sachchi ulfat ka hai chautha
ae aao na dil hai beqaraar na na na na ae hey na na nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar chhodo na aa haan nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar na na na na mm hm hm hm na na na na na ha baba main bhi jawaan tu bhi jawaan kami hai kis baat ki hey main bhi jawaan tu bhi jawaan kami hai kis baat ki yahan aao na ghabraao rut hai mulaaqaat ki haan nahin nahin abhi nahin phir kabhi dildaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar la la la la la la la la la la la la la la la bade wo ho tum piya zid kyun nahin chhodte ho bade wo ho tum piya zid kyun nahin chhodte haan kaliyon ko khilne se pehle nahin todte na nahin nahin kabhi nahin chali jaayegi bahaar nahin nahin abhi nahin thoda intezaar ae hey hey na na ah ha ha na na nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar na na na na mm hm hm hm na na na na na baba jaane jahan phir kahan aisi tanhaaiyaan oh jaane bhi do chhodo mujhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nadi Kinare Babul (1950) 03:18 16205
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Munavvar Sultana
Duration : 03:18   Song Number : 16205   

Nadi Naare Na Jaao Shyam Mujhe Jeene Do (1963) 05:38 32119
 
Poster of Mujhe Jeene Do (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 05:38   Song Number : 32119   

Nadiya Ke Paani Savera (1958) 02:45 15737
 
Poster of Savera (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shailesh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:45   Song Number : 15737   

Nadiya Kinaare Abhimaan (1973) 04:14 21019
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:14   Song Number : 21019   

Nadiya Kinare Pe Barsaat Ki Ek Raat (1981) 04:55 11554
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:55   Song Number : 11554   

Nadiya Naa Piye Kabhi Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:42 13516
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:42   Song Number : 13516   

Nadiya Se Dariya Namak Haraam (1973) 04:07 21020
 
Poster of Namak Haraam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Bakshi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 04:07   Song Number : 21020   

Nadiyaa Chale Chale Re Safar (1970) 04:36 14106
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:36   Song Number : 14106   

Nadiyon Paar Roohi (2021) 02:45 12576
 
Poster of Roohi (2021)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2021
Lyricist
IP Singh, Jigar Saraiya
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Janhvi Kapoor
Duration : 02:45   Song Number : 12576   

Nafrat Karne Waalon Ke Johny Mera Naam (1970) 03:25 18130
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:25   Song Number : 18130   

Nafrat Ki Duniyaa Ko Chhod Haathi Mere Saathi (1971) 04:23 21021
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raju (Elephant), Rajesh Khanna
Duration : 04:23   Song Number : 21021   

Nagade Sang Dhol Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 04:34 37270
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Duration : 04:34   Song Number : 37270   

Naghma O Sher Ki Gazal (1964) 03:26 13264
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:26   Song Number : 13264   

Nagma e Dil Ko Chhed Kar Ek Raaz (1963) 04:16 39365
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:16   Song Number : 39365   

Nagma Hamaara Gayega Bundal Baaz (1976) 04:43 36094
 
Poster of Bundal Baaz (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sulakshana Pandit
Duration : 04:43   Song Number : 36094   

Nagri Nagri Dwaare Dwaare Mother India (1957) 03:49 12048
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:49   Song Number : 12048   

Nahin Chaahiye Rang Mahal College Girl (1978) 04:46 18499
 
Poster of College Girl (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 04:46   Song Number : 18499   

Nahin Kahi Thi Baat Keemat (1998) 05:21 38031
 
Poster of Keemat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Akshay Kumar
Duration : 05:21   Song Number : 38031   

Nahin Kiya To Karke Dekh Char Dil Char Rahen (1959) 03:29 40661
 
Poster of Char Dil Char Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 40661   

Nahin Nahin Abhi Nahin Jawani Diwani (1972) 04:06 17893
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 04:06   Song Number : 17893